![]() |
Motichur Laddu |
Ingredients:
- 1 cup sooji (semolina)
- 1 cup besan (gram flour)
- 1 cup sugar
- 1 cup water
- Ghee for frying
- A pinch of saffron (optional)
- Cardamom powder 1/2 tsp
- Few drops of yellow/orange food color
- Chopped nuts for garnish
Method:
1. Sooji aur besan ko paani ke sath mix karo taaki smooth batter ban jaye phir food color daal do.
2. Ghee ko garam karo deep frying ke liye.
3. Batter ko perforated ladle/chaamach se ghee me daal kar chhoti pearls bana lo. Golden aur crispy hone tak fry kar ke nikaal lo.
4. Sugar aur water ko boil karo taaki sugar syrup ban jaye (1-string consistency tak).
5. Syrup me elaichi powder aur saffron daal do.
6. Fried boondi pearls ko garam syrup me daal ke halka mix karo.
7. Thoda thanda hone par round laddu bana lo upar se nuts garnish kar do.
8. Thanda hone do aur phir serve karo.
